Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 7

Khuda ka Shukar Hai ki Aansu Be Rang Hote Hen, Varna Raaton ko Bheeg Jaane Vaale Takiey Buhat Raaz

Khol Diya Karte.


Barri Haseen Thi zindgi Jb Na Kisi Se Mohabbat Na Kisi Se Nafrat Thi. Zindgi Main Ik Aisa Morr Aaya k Mohabbat Aik Se Hui Or Nfrat Duniya Se Ho Gay Masroof hai din raat usey waqt kahan hai wo mujh sai kare baat usey wqat kahan hai Betabi e dil ka usey andaza nahi hai samjhe mere jazbaat usey waqt kahan hai wo puchay meri aankh sai behte howe aansu aay rang e barsat usey waqt kahan hai bhuley sai hee wo puchney aa jaye mere haal aay gardish e halat usey wqat kahan hai

moojon main tarapta howa main doob raha hoo thamey wo mera hath usey waqt kahan haimaahi Main na jugnu hoon na diya hoon na koi chaand, Phir roshni waale maahi ke naam se jalte kyun hain..... Aik Ghazal Tere Liye Zaror Likhon Ga Be Hisaab Us Mien Tera Qasoor Likhon Ga Ussey Kehna K Palkon Pe Na Taane Khuwab Ki Chaadar Samundar K Kinare Ghar Bana Kar Kuch Nahi Milta Faqat Tum Hi Se Karta Hon Main Saari Raaz Ki Baaten Har Aik Ko Daastan-E-Dil Suna Kar Kuch Nahi Milta "mere zeevan " Se Poocho Ye "kia" Chahta Hai "Bus" Ek ussi ki "Wafa" Chahta hai "Kitna" "Masoom" or Nadan hai "mera Zeevan " "Khud" Bewafa hai or "Wafa" Chahata hai Mery Dil Ki Umeedn Ka Housla Tou Daikho..! Intazar Uska Hai Jisko Mera Ehsas Tak Nahi....

Sab Se Chupa Kar Dard, Woh Jo Muskura Diya Us Ki Hansi Ne Aaj To Mujh Rula Diya, Lehje Se Uth Raha Tha, Har ik Dard Ka Dhuaan Chehra Bata Raha Tha Ke Kuch Ganwa Diya, Awaz Mein Thihrao Tha, Aankhoon Mein Nami Thi Aur Keh Raha Tha Ke Mein Ne Sab Kuch Bhula Diya,

Jane Kiya Us Ko, Logon Se Thi Shikayatein Tanhaiyon Ke Dais Mein Khud Ko Basa Diya, Khud Bhi Woh Hum Se Bichar Kar, Adhura Sa Ho Gaya Mujh Ko Bhi itne Logon Mein Tanha Bana Diya, Sab Se Chupa Kar Dard, Woh Jo Muskura Diya Us Ki Hansi Ne Aaj To Mujh Rula Diya Uski Dosti Me Ye Naubat Aa Gai, Thandi Hawa Bhi Hume Jala Gai, Hawa Kehti Hai Tum Yaha Taraste Hi Reh Gaye, Mein Tumhare Dost Ko Chhoo Kar Bhi Aa Gai!!......

Kaha se lauu woh shabd jo tere tarif ke qabel ho kaha se lauu woh chand jisme teroo khubsoorati samil ho aye mere bewafa sanam ek baar bata de kaha se lauu woh kismat jisme to bas mujhe hasil ho
Chalo Tum Chod Do Mujh Ko Main Wapis Laut Jati Hoon Tumhain Manzil Mubarak Ho Nai Rahein Mubarak Hoon Magar Phir Ae Mere Humdum Mujhe Itna To Btla Do K Wapis Kiss Taraf Joun Kahan Se Sath Lai Thay Mujhe Itna To Smjha Do Agar Aisa Nahi Mumkin To Mujh Ko Is Trha Toro K Mai Toot ke Bikhar Joun Bhatakne Se To Behter Hai Tumhary Pass Mar Joun

Mere wajood mein wafa ki roshni utaar de Phir itna pyar de ke mujhe chahton mein maar de Bahaut udaas tha to uth kar tere paas aa gaya

Kuch aisi baat kar jo dil ko chain de qaraar de Suna hai teri ik nazar sanwaarti hai zindagi Jo ho sake to aaj meri zindagi sanwaar de
Gungunatey Huye Aanchal Ki Hava De Mujh Ko Ungliyaan Pheir Kar Baloun Mein, Sula De Mujh Ko Jiss Tarah Faaltu Guldaan Pare Rehte Hein Apne Ghar Ke Kisi Kone Se Laga De Mujh Ko Yaad Kar Ke Mujhe Takleef Hi Hoti Ho Gi Eik Qissa Houn Purana Sa Bhula De Mujh Ko Doubtey Doubtey Aawaz Teri Sun Jaoun Akhri Baar Tu Sahil Se Sada Day Mujh Ko Main Tere pyaar Mein Chup Chap Na Mar Jaoun Kahein Aa Ke Khwabo Main Tu Khud Se Mila De Mujh Ko

Jab Uski Dhun Mein Raha Karte The


Hum Bhi Chup Chap Jiya Karte The Aakhon Mein Pyas Hua Karti Thi Dil Mein Tufaan Utha Karte The Log Aate The Ghajal Sunne Hum Uski Baat Kiya Karte The Sach Samajhte The Uske Wado Ko

Raat Din Ghar Me Raha Karte The Kisi Viraane Mein Usse Milkar Phool Khila Karte The Ghar Deewar Sajaane Ki Khaatir Hum Naam Unka Likha Karte The Kal Usko Dekhkar Yaad Aaya Hum Bhi Kabhi Mohabbat Kiya Karte The........maahi Sikayt Hume Bhi Zindagi Se Nahi, Jee rahe hain Magar Khushi se Nahi Dukh bhi Diya har Shaks ne Hum Ko Aur Naraz bhi hum Kisi se Nahi..........maahi Jab Bhi Unki Gali Se Guzarta Hoon, Meri Ankhein Ek Dastak De Deti Hai, Dukh Ye Nahi, Wo Darwaja Band Kar Dete Hai, Khusi Ye Hai, Wo Mujhe Ab Bhi Pahchan Lete Hai....maahi Kuch Fasle Sirf Aakho Se Hote Hai, Dil Ke Fasle Do Baato Se Hote Hai, Koi Lakh Bhulane Ki Koshish Kare, Par Kuch Rishte Khatam Sirf Sanso Se Hote Haimaahi Saari umar poojte rahe log apne haath se bane us patthar ke khuda ko Humne khuda ke haath se bane hue ek ko chaha toh hum gunehgar ho gaye.......................maahi

Woh juda ho gaye, to laga jaise zindagi chalee gayi, Bahaaron ke mausam mein jaise veerani cha gayi, Kee bahut koshishen, magar woh na maane, Dekh raha hoon ab bhi, unki jaati huee parchaaee. Dard Hota Hai Magar Shikwa Nahi Karte Kon Kehta Hai Ki Hum Wafa Nahi Karte Aakhir Kyu Nahi Badlti Taqdeer MAAHI Ki Kya Mujhko Chahne Wale Mere Liye Dua Nahi Karte

Jahan se chale the, phir vahin aa gaye, Sab manzil tak pahunch gaye, hum vahin khade reh gaye

Kya Zamaana Tha,Ke Hum Roz Mila Karte The,Raat Bhar Chaand Ke Humraaz Phira Karte The,Dekh Kar Aaj Jo Hume Chup Chaap Guzar Jate Hai,Kabhi Us Shaks Se Hum Pyaar Kiya Karte The....maahi Jine Ki Khwaish Me Har Roz Marte He, Wo Ayen Na Ayen Ham Intzar Karte He, Jutha Hi Sahi Mere Yar Ka Vada, Ham Sach Mankar Aitbar Karte He.....maahi Dariya wafao ka kabhi rukta nahi Mohabbat me insaan kabhi jukta nahi Hum chup hai kisi ki khushi ke liye aur wo sochte hai dil hamara dukhta nahi.......maahi Yahan Khamosh Nazron Ka Nazara Kuon Banta Hai Bahut Gehre Samndar Ka Kinara Kuon Banta Hai Chalo Hum Dekhte Hain Khud Ko Ab Barbad Krke Bhi Ke In Barbadiyon Me Bhi Hamara Kuon Banta Hai Koi Sheesha Agar Toote To Wapis Jud Nahi Sakta Mohabbat Me Fanna Ho Kar Dobara Kon Banta Hai Chalo Phir Azma Lo Tum Sabhi Apne Pyaron Ko Tumhare Dard Me Dekho Tumhara Kon Banta Hai......maahi uske chhod jaane ke baad humne mohabbat nahi ki kisi se .... . . . . . kyoki ..... . . . Thodi si to umar hai kis kis ko aajmata phirta .......maahi

Koi Ghazal Suna Kar Kya Karna, Yoon baat badha Kar Kya Karna....?

Tum Mere The Tum Mere ho, Duniya Ko bata Kar Kya Karna...? Tum bewafai Nibhao Chaahat Se, Koi Rasm Nibha Kar Kya Karna...? Tum Khafa bhi Achay Lagtay ho, Phir Tum Ko Mana Kar Kya Karna....? Tere Dar Pe Aa Kar bathe hain, Ab Ghar bhi Ja Kar Kya Karna..? Din Yaad Se Acha Guzre Ga, Phir Tum Ko bhula Ker Kya Karna....?..maah
Ek pal me sadiyon ka maza hamse puchiye, do din ki zindagi ka maza hmse puchiye, bhule hai rafta rafta unhe muddaton me ham, kishton me khudkhushi ka maza hmse puchiye....maahi Hai sab naseeb ki bate khata kisi ki nhi hoti, Ye duniya bewafa kisi ki nhi hoti, Theek nhi roshni pr jyada gurur karna, Chirag sbke bhujenge ye hawa kisi ki nhi hoti...maahi Kabhi ro ke muskuraye , kabhi muskura ke roye, Jab bhi teri yaad aayi tujhe bhula ke roye, ek tera hi to naam tha jise hazar bar likha, Jitna likh ke khush hue us se jayada mita ke roye. Bohat Mushkil Ho Gaya Hai Khud Ko Sambhal Rakhna, Magar Woh Keh Gayaa Hai "Apna" Khaiyal Rakhnaa..!

***Rah k har mod pe log ruk ruk k sambhalte kyon hain*** ***Agar girne se itna darte hain to ghar se nikalte kyon hain*
Samajh mai kuch nahin ata Mohabbat kisko kehte hain.. Magar itna samajhta hun ke diL mai Dard hota hai.. Badla jo waqt to gehri mohabbat badal gayi Suraj dhala to saaye ki surat badal gayi,

Ek umar tak hum unki zarurat bane rahe, Fir yu hua ki unki zaroorat badal gayi..maah Humne to chupke se ek ghulab bheja tha use Khushbo ne sare sheher mein tamasha bana diya Iss Nazuk Dil Main Kisi K Liay Itni Mohbat Hai dosto Har Raat Jub Tak Akh Bheeg Na Jiay Nened Nai Ati... Mujhse Apna Pyar Kabhi Wapas Mat Lena Mujhse Ye Iqrar Kabhi Wapas Mat Lena Kehte Rehna Har Pal Main Tumhara Hun Mujh Se Ye Izhar Kabhi Wapas Mat Laina !

Unse Kya Shikwa E Dost Bewafai Ka, Jab Mujhse Mera Naseeb Hi Rooth Gaya, Sach To Ye Hai Dost Mai To Wo Khilona Hu, Jo Badnaseeb Khel Hi Khel Me Tut Gaya..
Itne dosto mein bhi ik dost ki talash hai mujhe, Itne apno mein bhi ik apne ki talash hai mujhe, Chod aata hai har koi samundar ke beech mujhe, Ab doob raha hun to ik sahil ki talash hai mujhe, Liptna chahta hun main in andere ke gamon se, Isliye ik shama ke ujaale ki talash hai mujhe, Tang aa chuka hun is bewaqt ki maut se main, Isliye ik haseen zindgi ki talash hai mujhe, Diwana hun main sab yahi keh kar chidate hai mujhe, Jo mujhe samajh sake us shakhs ki talash hai mujhe ......maahi Meri tanhahiyon ka bhi wo majak banate hai,,, door rahkar bhi wo hame kitna satate hai,,,,,,, ek ham hai jo jeete hai sirf mohabbat ki khatir,,,, aur ek wo hai jo kar ke wade hamse mukar jaate hai,,, Karte hai kyn wo aisa puche jo 'Maahi' unse,,,, to has kar meri barbadiyon ka jashan manate hai,,,

You might also like